ENGLISH ------------- ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ ------------------------ |
Hoindi holi Scrap page 1
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
Rango se bhari
sham ho aapki,
Chand sitaron se zyada shan ho aapki,
Zindgi ka sirf ek ho maksad,
Ki langoor se unchi chalang ho aapki,
“Bura na mano Holi hai”...
Rangon se bhi rangeen zindagi hai
humari,
Rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
Kabhi na bigde ye pyar ki rangoli,
Rye mere yaar aisi “HAPPY HOLI”
Pal Pal se banta
hai Ehasas,
ehsas se banta hai Vishvas,
vishvas se bante hai Rishte,
aur rishte se banta hai koi Khas,
Wishing a HOLI Jhakas..
Bhar bhar ke jaam pilaao,
Dhol, mridang bajao,
gile shikve bhul jaao,
Holi ke rang me, umang me doob jao
yaaro sabko gale se lagao
aao sab milkar holi manao!
Jeewan k har rang dosto se hai
Koi Laal,
Koi Neela Koi Hara,Koi Peela
Par jab bhi aapko dekhte hai dil bus yehi puchta hai.
YEH NAYA rang konsa hai. Happy Holi!
Pyar k rang se
bharo pichkari,
Sneh k rang se rang do dunia sari,
ye rang na jane na koi baat na boli,
apko jo mubarak ho Happy Holi.
Aaj
Mubarak,
Kal Mubarak,
Holi Ka har Pal Mubarak,
Rang Birangi Holi me,
Mera Bhi Ek Rang Mubarak -
Wishing you a very colourful Happy Holi.
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai,
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai,
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein,
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi
hai!
Copyright © sandybook.in
All Rights Reserved.